When did movies start having trailers?

Опубликовано: 23 Ноябрь 2024
на канале: Sucharita Tyagi
6,437
297

Iss hafte on #PopCulturePatrol, in a very “yeh toh sirf picture tha, TRAILER abhi baaki hai mere dost” moment, ‪@civicstudios‬ aur main aapko uss time ki baat batayenge jab movie trailers shuru huye the.

Nils Granlund ne unknowingly film marketing ko revolutionise kiya jab woh MGM Studios ke to-be-founder Marcus Loew ke saath kaam karne lage. Loew itna impress ho gaye Nils se, that unke saare films ki trailers ka kaam Nils ko saunp diya. Nils phir Charlie Chaplin ke filmon ke trailers bhi banane lage!

In fact, 1980s and 1990s mein log cinema halls BAS trailers dekhne jaate the, aur uske baad theatre se nikalte the! Toh inhe “event trailers” maana gaya.

Kitni mazedaar baat hai ki humare film trailers ki bhi ek kahaani hai - and kaise woh ab film marketing ka khaas hissa hai!

Aapki favourite film trailer kaunsi hai? Comments mein batao.