Use of DELIMITER | Solution for

Опубликовано: 19 Октябрь 2024
на канале: Imagination Code
839
9

Jab bhi aap koi bhi SQL Procedure ya Function likhte hain tab aapko ek se adhik statement ko execute karne ke liye BEGIN ... END Compound Statement ka upyog karna hota hain, jab bhi aap BEGIN ... END ka upyog karte hain tab aapko SQL Statement ko End karne ke liye DELIMITER ki jarurat hoti hain kyuki hamare dwara upyog kiye block me bhi Semicolon hote hian aur vah Statement ko Execute nahi hone dete.

isi samasya ke samadhan ke liye hame Delimiter ka upyog karna chahiye, Delimiter ka upyog kaise kiya jata hain is Video me bataya hain.

#hindi #learnmysql #mysql #learnsql #dbms #syntaxerror #delimiter